Supriya: geyu im so bored
kuch achcha bata na
Geyata: boredkyun hote ho aap..
Supriya: no work at all!
Geyata: hum toh waise hi lute hue aapke pyar mein..phir hame tadpate kyun ho aap
Supriya: oh ho..wah wah
bada shayarana andaaz hai aapka!
Geyata: are yaara jiska sab kuch loota hua ho..dimag,ghar,jazba..woh shayari nahi toh kya karega..
Supriya: hahahahahahaha
wah wah wah
Geyu aap ko to main daat deti hoon
nahi nahi
pure dentures hi le lo!
Geyata: hahahaha..jisko nikhaara hamne tamanna ke khon se
gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi
by gulzar
Supriya: i have no idea what it meant, but looked good to read! ;)